Tuesday, March 16, 2021

Teri Aadat Lyrics | Abhi Dutt | Anushka Sen

Teri Aadat is a new Hindi song the voice of Abhi Dutt. 
Teri Aadat written by Ishaan khan 
SANJAY Kukreja and B live Music Presents the brand new hindi song.




Teri Aadat Lyrics- 

Tu door hua hai jabse
Man bawara kyun tarse
Raahein agar yeh juda thi
Kyun sath tha ik umar se

Teri aadat jo lagi hai Use kaise main bhulaun
Yeh kahani mere dard ki Kisko jaake sunaun

Tu wajah hai har wajah ki Bewajah hua main ab se
Tu wajah hai har wajah ki Bewajah hua main ab se

Teri tadap mein waqt ka katra Lagta hai dariya kyun mujhe Shart bata de ya phir saza de
Hai kya raza bayan kar mujhe

Kaise juda ho jaun Dekha tujhe hai kurbat se
Raahein agar yeh juda thi Kyun sath tha ik umar se
Teri aadat jo lagi hai Use kaise main bhulaun
Yeh kahani mere dard ki Kisko jaake sunaun

Tu wajah hai har wajah ki Bewajah hua main ab se
Tu wajah hai har wajah ki Bewajah hua main ab se

Teri aadat jo lagi hai Use kaise main bhulaun Yeh kahani mere dard ki Kisko jaake sunaun





Teri Aadat Song Detail


Song Name  - Teri Aadat 

Singer - Abhi Dutt 

Lyrics - Ishaan khan 

Music Label  - B Live Music 







Teri Aadat Video Song 

No comments:

Post a Comment