Avi ruke hai ham
Avi thoda thake hue hai ham
Ruka thaka dekh kar na kar mera fesla
Na kar mera fesla mujhe thak dekha kar
Na soch main hara hua hu
Ek din wo bhi aayega
Wo din main bhi launga
Kyu ki harne wala insan nhi hu main
Itne me khus hone wala insan nhi hu main
Mujhe cahat hai pure aasman ko mutthi main sametne ki
Kyu ki rukne wala insan nhi hu main
Thakne wala insan nhi hu main
Writer ✍🏻 Birendra kumar
Do not copy
