Wednesday, February 24, 2021

Mazaa Lyrics| B Praak|

Song Name Mazaa 
Audio Credits
Singer& Music By: B Praak 
Lyricist & Composer: Jaani 






Mazaa" is a song about confession, love, betrayal, regret, and forgiveness from beloved.


Lyrics- 

Main Gairon Ki Bahon Mein
Dekha Hai So Ke
Sach Batayein Mazaa Aa Gaya

Tu Tu Hai Meri Jaan
Koyi Tujh Sa Kahi Na
Thi Unki Jo Khushbu Samjha Aa Gaya

Main Gairon Ki Bahon Mein
Dekha Hai So Ke
Sach Batayein Mazaa Aa Gaya

Tu Tu Hai Meri Jaan
Koyi Tujh Sa Kahin Na
Thi Unki Jo Khushbu Samjha Aa Gaya

Bhatak Gaye The
Hum Ek Shaam Ko
Kiya Hai Kharab
Kharab Tere Naam Ko

Kyun Dil Tera Toda
Yeh Poochne Humse Sapne Mein
Mere Khuda Aa Gaya

Main Gairon Ki Bahon Mein
Dekha Hai So Ke
Sach Batayein Mazaa Aa Gaya

Tu Tu Hai Meri Jaan
Koyi Tujh Sa Kahin Na
Thi Unki Jo Khushbu Samjha Aa Gaya

Dariya Yeh Dariya Dariya Na Hota
Na Hota Jo Iska Kinara
Akal Thikane Aayi Humari
Tumse Bichad Kar O Yaara

Dariya Yeh Dariya Dariya Na Hota
Na Hota Jo Iska Kinara
Akal Thikane Aayi Humari
Tumse Bichad Kar O Yaara

Raat Ko Nikla Tha Teri Gali Se
Thokar Main Kha Kar Subah Aa Gaya

Main Gairon Ki Bahon Mein
Dekha Hai So Ke
Sach Batayein Mazza Aa Gaya

Tu Tu Hai Meri Jaan
Koyi Tujh Sa Kahin Na
Thi Unki Jo Khushbu Samjha Aa Gaya

Yeh Aakhari Galti Thi Aakhari Mauka
Dede De Na Mujhko Tu Saaki
Ab Tere Pairon Mein Katnge Yaara
Jitni Bhi Zindagi Hai Baaki

Yeh Aakhari Galti Thi Aakhari Mauka
Dede De Na Mujhko Tu Saaki
Ab Tere Pairon Mein Katnge Yaara
Jitni Bhi Zindagi Hai Baaki

Ho Jaani Ke Andar Jo Jaani Awara Tha
Jaani Woh Khud Hi Jala Aa Gaya

Main Gairon Ki Bahon Mein
Dekha Hai So Ke
Sach Batayein Mazza Aa Gaya

Tu Tu Hai Meri Jaan
Koyi Tujh Sa Kahin Na
Thi Unki Jo Khushbu Samjha Aa Gaya



No comments:

Post a Comment